Posts

Showing posts from May, 2018

janabe fatima zahra s.a sayris

Image
              wiladat e janabe fatima zahra s.a                Mubarak to you and your family Jashne fatima s.a Arsh se Aa bhi gae,Bask jagane wali  Aur tu soya raha Busk may gafil ke tarha. Ek Amma ka ye Farmaan suna hai mene. 2 namazo may wo uthri hai nawafil ke tarha.. πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“ Kamaal bebiyan hai kayenat may lekin. Sharaf tamaam hue dukhtare rasool ke baad. Jahaan bhar ki sabhi betiyo may baap ke maa. Na thi batool se pahele , Na batool ke baad. πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“  (4 betiya jo kahte hai unse sawal hai )  Is ladli ko farsh pe sitra nasheen kaha. Tazeem ke salaam kia puur yakeen kaha. Bashat bhi apne baap ki maa bhi batool bhi.. Baki ki betiyo ke liye khuc nhi kiya.. πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“πŸ’“ Bazm e kisa may din ki mushkil kusha batool. Umme abhiha baap ki bhi ibteda batool. Binte rasool, jauzaze wali, madare imaam. Apne hi ek w...

imam Hassan (a. s) manqabat and shayris lyrics

Image
SALAM TO ALL, This is a collection of Urdu sms on Madaah (praise), as well as Masaa'eb (tragedies) of Ahl-e-Bait (A.S), that were spread through mobile phone text messages. There are no references or sources included, and the names of the original writers/poets are not given. The poetry shown is as it was received to various mobile phone owners, and no guarantee of correct verses is given. 🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷 Manqabat  of imam Hasan a. s Wasila-e-Hasan-e-mujtaba se milta hai WASILA-E-HASAN-E-MUJTABA SE MILTA HAI JO MAANGTA HUUN DAR-E-FATEMA SE MILTA HAI SHAUUR-O-FIKR KO SADIYON SE RIZQ-E-GOYAAI KHAMOSHI-E-HASAN-E-MUJTABA SE MILTA HAI MUHAMMAD-O-ALI-O-FATEMA HUSAYN-O-HASSAN JO KUCH BHI MILTA HAI IN KI ATAA SE MILTA HAI NIZAAM-E-AMN-O-AMAAN KO SIBAAT DUNYA MEIN IMAM-E-AMN TERE NAQSH-E-PAA SE MILTA HAI HAR EK BAAT TERI AAYATON MEIN DHALTI HAI HAR EK HUSN-E-AMAL MUSTAFA SE MILTA HAI YE BAAT KEHTI HAI KHUD MOHLAT-E-SHAB-E-AASHUUR MIZAAJ-...

Farmane imam Ali (a.s)

Farmane imam Ali (a.s) in urdu Saying of Mola Ali a.s 1.   Mola Ali (AS) ne farmaya  :  :Jo duniya chahta hai usay maut dhunti hai taake usay duniya se nikaal bahar kare. Aur jo aakherat chahta hai usay duniya dhundti hai taake uski rozi oos tak pahu’ncha de. Source : Tajalliyate Hikmat (Duniya) 2.    Mola Ali (AS) ne farmaya  :  Char cheez Jannat ki taraf bulati hai: Musibat ko chhupana, chhupakar sadqa dena, waledain se neki, aur bahut zyada ‘La elaha Illallah’ kehna. Source : Tajalliyate Hikmat 3.   Mola Ali (AS) ne farmaya  :  Jo koi raat ko sone se pehle 3 baar Sure Ikhlaas (Qulho Wallaho Ahad) padhe, to Allah 50000 farishte bhejega jo us raat uski hifaazat karege. Source : Uddatud Dai 4.    Mola Ali (AS) ne farmaya  :  Logon ke darmiyan aise raho ke agar aap mar jaate ho to wo aap par roye aur agar aap zinda ho to wo aap ke saath ke liye tarse. Source : Nahjul Balagah (Saying 9) 5. ...

Saying of imam Ali (a.s) πŸ˜πŸ’“

Image
BeautifulπŸ˜πŸ’“  saying of imam Ali (a.s)  Faith in Religion When Imam ‘Ali was asked about Faith in Religion, he replied that the structure of faith is supported by four pillars endurance, conviction, justice and jihad. Endurance is composed of four attributes: eagerness, fear, piety and anticipation (of death). So whoever is eager for Paradise will ignore temptations; whoever fears the fire of Hell will abstain from sins; whoever practises piety will easily bear the difficulties of life and whoever anticipates death will hasten towards good deeds. Conviction has also four aspects to guard oneself against infatuations of sin; to search for explanation of truth through knowledge; to gain lessons from instructive things and to follow the precedent of the past people, Because whoever wants to guard himself against vices and sins will have to search for the true causes of infatuation and the true ways of combating them out and to find those true ways one has to se...