Posts

janabe fatima zahra s.a sayris

Image
              wiladat e janabe fatima zahra s.a                Mubarak to you and your family Jashne fatima s.a Arsh se Aa bhi gae,Bask jagane wali  Aur tu soya raha Busk may gafil ke tarha. Ek Amma ka ye Farmaan suna hai mene. 2 namazo may wo uthri hai nawafil ke tarha.. 💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓 Kamaal bebiyan hai kayenat may lekin. Sharaf tamaam hue dukhtare rasool ke baad. Jahaan bhar ki sabhi betiyo may baap ke maa. Na thi batool se pahele , Na batool ke baad. 💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓  (4 betiya jo kahte hai unse sawal hai )  Is ladli ko farsh pe sitra nasheen kaha. Tazeem ke salaam kia puur yakeen kaha. Bashat bhi apne baap ki maa bhi batool bhi.. Baki ki betiyo ke liye khuc nhi kiya.. 💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓 Bazm e kisa may din ki mushkil kusha batool. Umme abhiha baap ki bhi ibteda batool. Binte rasool, jauzaze wali, madare imaam. Apne hi ek w...

13 RAJAB WILADAT MOULA ALI(A.S) SHAYRIS

Image
WILADAT E MAULA E KAINATH  ALI IBNE ABI TALIB (A.S) MUBARAK  YOU AND YOUR FAMILY        💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓 NAMAZ BAKI HAI AB BHI AZAN BAKI HAI ALI KE DAM SE SHARIYAT MAY JAAN BAKI HAI  ALI KE NAAM KI TASBEH PHADHTA RAHTA HU YAHI SABAAB HAI JO MERE ZABAAN BAKI HAI.     KATI ZABAAN TO MESUM KA KHOON PUKAR UTHA AHI BHI ISHQE ALI KA BAYAAN BAKI HAI  GAREEB KHANE MAY ATE HAI KABRBALA KE AMEER YAHI SABAB HAI KE MERA MAKAAN BAKI HAI. 🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹 100 BAR MERE JAAN NIKALE YE ZAMANA 100 JAAN BHI QURBAN HAI EKRARE ALI PE SHAMSHIR O SHANA UTHTE RAHE BUGZ MAY LEKIN UGLI KABHI UTHHI NAHI KIRDARE ALI PE 💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓 YA MAWALI BANO YA MUNAFIK BANO YE TAKAFFUR BHARA RASTA CHORDO  APNE GHER KYU UTARA HAI USNE ALI YA ALI MAAN LO YA KHUDA CHORDO.         ( ALI KA BUGZ DIL MAY RAKH KE JO TAWAFE KA...

imam Hassan (a. s) manqabat and shayris lyrics

Image
SALAM TO ALL, This is a collection of Urdu sms on Madaah (praise), as well as Masaa'eb (tragedies) of Ahl-e-Bait (A.S), that were spread through mobile phone text messages. There are no references or sources included, and the names of the original writers/poets are not given. The poetry shown is as it was received to various mobile phone owners, and no guarantee of correct verses is given. 🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷 Manqabat  of imam Hasan a. s Wasila-e-Hasan-e-mujtaba se milta hai WASILA-E-HASAN-E-MUJTABA SE MILTA HAI JO MAANGTA HUUN DAR-E-FATEMA SE MILTA HAI SHAUUR-O-FIKR KO SADIYON SE RIZQ-E-GOYAAI KHAMOSHI-E-HASAN-E-MUJTABA SE MILTA HAI MUHAMMAD-O-ALI-O-FATEMA HUSAYN-O-HASSAN JO KUCH BHI MILTA HAI IN KI ATAA SE MILTA HAI NIZAAM-E-AMN-O-AMAAN KO SIBAAT DUNYA MEIN IMAM-E-AMN TERE NAQSH-E-PAA SE MILTA HAI HAR EK BAAT TERI AAYATON MEIN DHALTI HAI HAR EK HUSN-E-AMAL MUSTAFA SE MILTA HAI YE BAAT KEHTI HAI KHUD MOHLAT-E-SHAB-E-AASHUUR MIZAAJ-...